Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Sargam Notes

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Sargam Notes In Hindi

Please Rate Bhajan Lyrics ...

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Sargam Notes

Song – Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Singer: Kumar Vishu

Music Director: Mahesh Prabhakar

Lyricist: Raju Rajasthani, Traditional

Release date : 19/3/2018

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Sargam Notes in Hindi

How To Read Sargam Notes –

  • “.” is used for mandra saptak swars eg-(.प , .ध )
  • “*” is used for Taar saptak swar
  • “(k)” is used for komal swars.eg – ( रे(k) , (k) , (k) , नि(k) )
  • म(t) here “(t)” is used for showing teevra swar म(t) .
  • “-“ is used for holding the swars according to the song.
  • Swars written “रेग” in this manner means they are playing fast or two swars on one beat.
  • (रे)सा here रे” is kan swar or sparsh swar and “सा” is mool swar.
  • [ नि – प ] here this braket [ ] is used for showing Meend from “नि” swar to प” .
  • { निसां रेंसां नि } here this braket {} is used for showing Khatka in which swars are playing fast .

How to Play Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Sargam Notes in Hindi on Harmonium Keyboard Piano Flute .

Bhajan Details –

Original Scale  – B

Rhythm  – Keherwa Taal

Sample Sargam Notes


Harmonium Notes

Sthai –

Kabhi  / Pyase Ko  / Paani  / Pilaya  / Nahin

प पम / मप मप – ध प / प – प – / पध पम / प ध –

Baad  / Amrit  / Pila / ne Se  / Kya Faayda

प प / ध सां –  रें – / सां सां ध  / धप प / ध सां ध – / प – पप –

Kabhi Girte Hue Ko Uthaya Nahi

Baad Aansoo Bahane Se Kya Faayada,

Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahi

Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda

Filler – Ho – Ho – ….

सां  रें गं – रें गं – रें गं –  

पं गं रें गं सां रें – गं रें – गं रें –

प ध सां – रें सां रें सां –

गं रें सां ध प ध म प – ध प ध प –

Stanza – 1

Main To  / Mandir  / Gaya /  Pooja / Aarti / Kee

गं गं / गं – गं – / गं गं / गं गं / गं रें गं – सां / रें –

 Puja  / Karte  / Hue / Ye / Khayaal  / Aa Gaya

रें सां / रें गं रें – / सां रें सां / ध प – / पध सांध – / प – प प –

Kabhi Maa Baap Ki Sewa Ki Hi Nahi…….Same as Kabhi Pyase ko pani

 Sirf Pooja Ke Karne Se Kya Faayda

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda,

Stanza – 2

Main To Satsang Gaya Gurvaani Suni, Gurvaani Ko Sunkar Khayal Aa Gaya,

Janm Manav Ka Leke Daya Na Kari Phir Manav Kehlane Se Kya Faayda,

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda

Stanza – 3

Maine Daan Kiya Maine Jap Tap Kiya, Daan Karte Hue Ye Khayal Aa Gaya,

Kabhi Bhookhe Ko Bhojan Khilaya Nahi, Daan Laakhon Ka Karne Se Kya Faayda,

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda

Stanza – 4

Ganga Nahane Haridwar Kaashi Gaya, Ganga Nahate Hi Man Mein Khayal Aa Gaya,

Tan Ko Dhoya Magar Man Ko Dhoya Nahi Phir Ganga Nahane Se Kya Faayda,

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda

Stanza – 5

Maine Ved Padhe, Maine Shaashtra Padhe, Shaastra Padhte Hue Ye Khayala Aa Gaya,

Maine Gyan Kisi Ko Baanta Nahin, Phir Gyani Kehlane Se Kya Faayda, Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda

Stanza – 6

Maa Pita Ke Hi Charnon Mein Chaaron Dhaam Hain, Aaja Aaja Yahi Mukti Ka Dhaam Hai, Pita Mata Ki Sewa Ki Hi Nahi, Phir Teerthon Mein Jaane Se Kya Faayda,

Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda,

Kabhi Girte Hue Ko Uthaya Nahi, Baad Aansoo Bahane Se Faayda

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Bhajan Details

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi bhajan ka singer kaun hai ?

Singer – Kumar Vishu

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi bhajan ka scale kya hai ?

Original scale – B

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

error: Content is protected !!
Scroll to Top