Mujhe Khatu Mein Hi Bas Jaane Do Lyrics
Bhajan: Mujhe Khatu Mein Hi Bas Jaane Do
Singer: Rupesh Kumar
Music: Sunny Sharma
Lyricist: Bablu Ji
Release Date: 3/8/2021
Mujhe Khatu Mein Hi Bas Jaane Do Lyrics
Video-
Mujhe Khatu Mein Hi Bas Jaane Do Lyrics In Hindi
स्थाई
दरबार तेरा आया तब मुझे समझ आया
कुछ भी नहीं दुनिया में सब कुछ हैं यहाँ माया
मेरी तक़दीर संवर जाने दो मुझे खाटू में ही बस जाने दो
दरबार तेरा आया …………………
अंतरा -1
सोचता हूँ कि बहाना कर दूँ
दोस्तों को मैं रवाना कर दूँ
तेरे दामन छिप के रह जाऊं
मैं किसी को भी नज़र ना आऊं
ज़िन्दगी भर तो यूँ ही भटका हूँ
अपनी शरण में ही रहने दो
मेरी तक़दीर संवर जाने दो…………..
अंतरा -2
कभी तो आप इधर आओगे
कभी तो मुझे नज़र आओगे
मेरी नज़रों से बच ना पाओगे
बिन मिले मुझसे रह ना पाओगे
मैं सुदामा तो नहीं हूँ कान्हा
अपने दास बनके रहने दो
मेरी तक़दीर संवर जाने दो…………..
अंतरा -3
तेरे बिन अब तो रह ना पाऊंगा
ना मिला तू तो मर ही जाऊँगा
नटवर तू बड़ा दयालु है
सुना है तू बड़ा कृपालु है
मुझे पागल कहते हैं सब तो
मुझे पागल ही बनके रहने दो
मेरी तक़दीर संवर जाने दो…………..
Mujhe Khatu Mein Hi Bas Jaane Do Lyrics In English
Sthai-
Darbar Tere Aaya Tab Mujhe Samajh Aaya
Kuch Bhi Nahi Duniya Mein , Sab Kuch Hai Yahan Maya
Meri Taqdir Sanwar Jaane Do, Mujhe Khatu Mein Hi Bas Jaane Do
Darbar Tera Aaya……………
Stanza-1
Sochta Hun Ki Bahana Kar Du
Doston Ko Main Ravaana Kar Du
Tere Daaman Chhip Ke Reh Jaaun
Main Kisi Ko Bhi Nazar Na Aaun
Zindagi Bhar To Yun Hi Bhatka Hun
Apni Sharan Mien Hi Rehne Do
Meri Taqdir Sanwar Jaane Do…………
Stanza-2
Kabhi To Aap Idhar Aaoge
Kabhi To Mujhe Nazar Aaoge
Meri Nazron Se Bach Na Paaoge
Bin Mile Mujhse Reh Na Paaoge
Main Sudama To Nahi Hun Kanha
Apna Daas Banke Rehne Do
Meri Taqdir Sanwar Jaane Do…………
Stanza-3
Tere Bin Ab To Reh Na Paaunga
Na Mila Hun To Mar Hi Jaaunga
Natwar Tu Bada Dayalu Hai
Suna Hai Tu Bada Kripalu H ai
Mujhe Pagal Kehte Hain Sab To
Mujhe Pagal Hi Ban Ke Rehne Do
Meri Taqdir Sanwar Jaane Do…………
Click here for Hindi Bhajan Sargam notes in Hindi
Who is the singer of this bhajan Mujhe Khatu Mein Hi Bas Jaane Do ?
Singer -Rupesh Kumar
In which year bhajan Mujhe Khatu Mein Hi Bas Jaane Do release ?
Year-2021